Recipe: Anday Cholay gravy

Anday Cholay gravy.

Anday Cholay gravy You can have Anday Cholay gravy using 16 ingredients and 8 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of Anday Cholay gravy

  1. of safeed chana.
  2. of egg.
  3. of onion.
  4. of tomato.
  5. of ginger garlic paste.
  6. of oil.
  7. of Salt.
  8. of red chili powder.
  9. of red chili flakes.
  10. of Tarmiric powder.
  11. of garam masala.
  12. of kutta dhanya.
  13. of kasori methi.
  14. of ginger Julian.
  15. of green chilies.
  16. of coriander leaves chopped.

Anday Cholay gravy instructions

  1. Sub sy pehle chane wash kar ke 1 tsp baking soda dal kar overnight soak kar lein phir subha wash kar ke taza pani dal kar boil kar lein.
  2. Egg boil kar ke side kar dein.
  3. Onion ki pure kar ke side kar dein tomato ki bhi pure kar ke side kar dein.
  4. Aub oil garam krein aur onion pure add kar ke ache sy bhon lein phir ginger garlic paste add krein aur bhon lein.
  5. Phir tamam spice add krein sath hi kutta dhanya dalein aur ache sy bhon lein.
  6. Aub tomato pure add krein aur etna bhone ke oil alag ho jaye phir boil chane dal kar mix krein aur kasori methi add krein mix kar ke 10 min pakain.
  7. 10 min baad ginger Julian cut, green chilies chopped, coriander leaves chopped add krein 2 min dam lagain.
  8. Dish out krein oper egg cut kar ke laga dein aur serve kar dein yummy sy anday cholay gravy ready hain.

Subscribe to receive free email updates:

0 Response to "Recipe: Anday Cholay gravy"

Post a Comment